Page 1 of 1

Wo Jaan Hi Na Paye

Posted: Mon Aug 13, 2018 11:58 am
by shahrukh
Image

Jhuki huyi palko se unka didar kiya,

sab kuch bhula ke unka intezar kiya humne,

wo jaan hi na paye jazbaat humare,

jinhe zindagi mai sabse jyada pyar kiya humne...