Itna Intezar To Apni Saanson Ka Bhi
Posted: Wed Aug 16, 2017 11:40 am

Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya,
Jitna aapki baaton par karte hain,
Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya,
Jitna aapke milne ka karte hain....