Page 1 of 1

Dil Ka Har Panna

Posted: Thu Sep 15, 2016 1:38 pm
by vinay
Dil ka har panna...

Image

Teri aarzoo mera khwab hai,

Jiska raasta bahut kharab hai,

Mere zakhm ka andaza na laga,

Dil ka haar panna dard ki kitaab hai....!!!